Sunday, April 7, 2013

Namaaz According to Science


NAMAAZ 


Medical Research Kehti Hai Ke Dil Pure Jism Ko Khun Supply Karta Hai 
Lekin Dimaag Dil Se Uper Hone Ki Wajah Se Khun Puri Speed Se Dimaag Tak Nahi Puhnchta aur Ye Kami Dimaag Ki Kamzoori Or Depression Ki Wajah Bannti Hai


Insaan Din Me Ek Martaba Bhi Aisi Position Me Aaye Ke Us Ka Dimaag Us Ke Dil Se Niche Ho Jis Tarah Muslmaan SAJDA Karte Hai To Khun Sahi Tarah Se Dimaag Tak Pohunch Jata Hai Jis Ki Wajah Se Khun Dimaag Ko Taro Taaza Rakhta Hai

Subhanallah

Tum Apne Rab Ki Kon Kon Si Nemato Jhuthlaoge(Ya Allah Hum Teri Kisi Bhi Nematon Ko Nahi Jhutlate)

Zara Sochiye Jo Banada Din Me 5 Dafa Allah Ke Samne Jhukta He Us Ka Dimaag Kitna Fresh or Tazaa Rehta HogaAllah Hame 5 Waqt Ki Namaaz Ki Pabandi Naseeb Farmaye

AAMIN SUMMA AAMIN 

Faceb
ook : Sarkar Ki Ghulami

Ya Gareeb Nawaz Sarkar!!!

No comments:

Post a Comment