★ Hazrat Saalim (Radiallahu Anhu) Apne Waalid Se Riwayat Karte Hain Ke,
Nabi-E-Kareem (Sallallahu Alayhe Wassallam) Ne Farmaya Ke,
“Jo Shaksh Doosre Ki Zameen Ka Kuch Hissa Nahaq Daba Le(Bina Haq Kabza Karle)
Toh Use Qayamat Ke Din 7 Zameeno Ki (Taah) Tak Dhansaya Jaayega.
-: (Bukhari Shareef)
★ Hazrat Saed Ibne Zaid (Radiallahuanhu) Ne Kaha Ke,

“Jo Shaksh Kisi Ki Ek Balisht Bhar Zameen Zulm Se Haasil Karega,
Use Qayamat Ke Din 7 Zameeno Ka Haar Pehnaya Jaega.”
-: (Bukhari Sharif – Muslim Sharif)
★ Hazrat Abu Hurra Rakkashi Radiallahuanhu Apne Chacha Se Riwayat
Karte Hain Ke Nabi-E-Kareem (Sallallahu.Alayhe.Wassallam) Ne Farmaya,
“Khabardar (Kisi Par) Zulm Na Karna Aur Kaan Khol Ke Sunlo Ke Kisi Shaksh Ka
Maal (Tumhare Liye) Halal Nahi Ho Sakta agar Woh Dil Se Raazi Na Ho Jaaye.”
-: (Baihaqi Sharif)

Facebook: Sarkar Ki Ghulami
Email: sarkarkighulami@gmail.com
No comments:
Post a Comment