Nabi-e-Paak Ka Ilm-E-Gaib Quraan-e-Kareem Ki Aayto Me
Apne Pasandida Rasoolon ke, Ke Unke Aage Pichhe Pehra Mukarrar Kar Deta Hai.
-: (Surah Jinn, Ayat: 26, 27)
-: (Surah Takwir, Ayat: 24)
-: (Surah Nisa, Ayat: 113)
Haan Allah Chun Leta Hai Apne Rasoolon Se Jise Chahe.
-: (Surah Ale-Imran, Ayat : 179)
Sabab : Quran-e-Paak ki Daleelo Se Sabit Hai Ki Huzur Sallallahu Alaihi Wasallam Ko Allah Ki Ataa Se Ilme Gaib Hai, Agar Fir Bhi Koi Nabi-e-Kareem ke Ilm-e-Gaib par 1 Katra Bhar Bhi Shaq Rakhe, Toh Jaan Jao Ke Woh Khuli Gumrahi Me Kis Kadar Mubtela Hai .
♥ Al-Quran ♥
Gaib Ka Janane Wala Toh Apne Gaib Par Kisi Ko Musallat Nahi Karta SivayeApne Pasandida Rasoolon ke, Ke Unke Aage Pichhe Pehra Mukarrar Kar Deta Hai.
-: (Surah Jinn, Ayat: 26, 27)
♥ Al-Quran ♥
Aur Ye Nabi Gaib Batane Me Bakhil (Kanjus) Nahi.-: (Surah Takwir, Ayat: 24)
♥ Al-Quran ♥
Aur Tumhe ( Huzur Ko ) Sikha Diya Jo Kuchh Tum Na Jante The.-: (Surah Nisa, Ayat: 113)
♥ Al-Quran ♥
Aur Allah Ki Shaan Ye Nahi Ke, Aye Aam Logon! Tumhe Gaib Ka Ilm Dey De.Haan Allah Chun Leta Hai Apne Rasoolon Se Jise Chahe.
-: (Surah Ale-Imran, Ayat : 179)
Sabab : Quran-e-Paak ki Daleelo Se Sabit Hai Ki Huzur Sallallahu Alaihi Wasallam Ko Allah Ki Ataa Se Ilme Gaib Hai, Agar Fir Bhi Koi Nabi-e-Kareem ke Ilm-e-Gaib par 1 Katra Bhar Bhi Shaq Rakhe, Toh Jaan Jao Ke Woh Khuli Gumrahi Me Kis Kadar Mubtela Hai .
Face Book: Sarkar Ki Ghulami
Email: sarkarkighulami@gmail.com
No comments:
Post a Comment